ਪਉੜੀ ॥ ਜਿਉ ਜਿਉ ਤੇਰਾ ਹੁਕਮੁ ਤਿਵੈ ਤਿਉ ਹੋਵਣਾ ॥
ਜਹ ਜਹ ਰਖਹਿ ਆਪਿ ਤਹ ਜਾਇ ਖੜੋਵਣਾ ॥
{ਪੰਨਾ 523}
Punjabi |
2610Na guzarna eid ke din
kisi masjid ke saamne se,
kahi chaand samajh kar log apna roza na tod de,
aur hokar khafa kahin tumse
khuda tumhaare jaisa husn banaana hi na choad de.
Urdu
68273GHALIB
Ghalib sharab peene de masjid mein baith kar
ya woh jagah bata jahan Khuda nahi.
ग़ालिब शराब पीने दे
मस्जिद में बैठ कर
या वो जगह बता
जहाँ खुदा नहीं ..
IQBAL
masjid Khuda ka ghar hai peene ki jagah nahi
Kafir ke dil mein jaa wahan Khuda nahi..
Faraz
Kafir ke dil se aaya hun yeh dekh kar Faraz
Khuda maujood hai wahan,
usay pata nahi..
WASI
Khuda to maujood dunia mein har jagah
Tu Jannat mein jaa, wahan peene se mana nahi..
SAQI
Peeta hun saqi, gam-e- duniya bhulaane ke liye
Jannat mein kaun sa gham hai, is liye waha maza nahi..
Urdu |
34Mandir mein jaap karta hoon,
masjid mein adaab karta hoon,
insaan se kahin bhagwan na ban jaun,
isliye roz tujhko SMS karne ka paap karta hoon..
Hindi |
10Santa : Hello, Apollo Hospital.. My friend Banta has got an Hear Attack.
Receptionist: Sir, what's your location.
Santa : Chandni Chowk, near Sunehri Masjid .
Receptionist: Can you spell that..?
Santa : After a pause, How about I take him to India Gate and
you can pick him from there..?
English |
01Az yak chiraag masjid va buttkhana roshan ast
dar hairatam ki dushmani khufron deen chiraast
- Shamas Tabrez
Click details below for translation.Details:
Same lamp is burning in mosque and temple
i don't understand why they have enmity.
Persian |
10Hun naya is sheher mein
Dil-o-gul-o-gulaab dhoondta hun
hai tabiyat kharaab
sach aur insaaf dhoondta hun
masjid -o-butkhana mein
imaan dhoondta hun
bhaagte-bhaagte thak gaya
aaraam dhoondta hun
jo zehen mein tha abhi
ab uska khayaal dhoondta hun
main bhi shaamil hun gunaah mein
suraag dhoondta hun
khaali lifaafe liye haath mein
paigaam dhoondta hun
teri mehfil mein aa to gaya
ab anjaam dhoondta hun
bawandar-o-sailaab mein
sukhan ik ehsaas dhoondta hun
tujhse juda ho kar
apni pehchaan dhoondta hun
rakhna maaf mujhe
main insaan dhoondta hun
rakhna maaf mujhe
main insaan dhoondta hun..
Urdu |
90Mandir bhi tha uska pata, masjid bhi thi uski khabar
- Amit Kumar Pareek
bhatke idhar, atke udhar, khola nahi kabhi bus apna hi ghar..
Hindi |
♥ Recommended for You »
- We All Live Under The Same Sky But We Don T All ..
- Sharaabi Eyes Donate Karne Gaya Counter Clerk Kuch Kehna Chaahte Ho? Sharaabi ..
- Sab Dost Bewafa Ho Gaye Hum Apne Mobile Se Khafa ..
- I Cannot Minimise The Pain You Suffer Today I Cannot Fill The ..
- Naalaayaki Ki 3 Nishaaniyan 1 Hamesha Free SMS Padhte Rehna 2 Mobile ..
- Biwi Ka Antim Sanskaar Kar Ke Pati Ghar Jaa Raha Tha Achaanak ..
- SMILE S Sets You Free M Makes You Special I Increases Your Face ..
- गहरी नींद नहीं आती तो कुछ पल खुदा को याद ..
- Chup Rehte Hain Kahin Koi Khataa Na Ho Jaaye Khaamosh Rehte ..
- A Year From Now You Will Wish You Had Started ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.