Yin-YangQi

A real story from Konni, Pathanamthitta, Kerala:
A BPL family got water connection. Everyone was happy . The tap never gave any water after initial testing but after 3-4 months a bill of Rs. 480/- came in June 2024. The poor widow lady went to the local water office to complain that she had received a water bill showing meter reading zero. She also told authorities that being a BPL family she was told that no water bill will come.

The officials told her that her connection is yet to be converted to BPL and thus she has to pay the bill. They told that the connection will be converted to BPL in January 2025. Further, they directed her to an engineer. The engineer confirmed that as the water tank is still under construction so no water has been supplied to her as reflected in zero meter reading.

The lady asked them that she wants to surrender the water connection to which the officials told her that then she needs to pay panchayat penalty for agreeing to a water connection and then surrendering it. They told her that they will temporarily disconnect the connection but in case the meter reading will reflect any usage then she will face water theft charges.

Har Ghar Jal or Har Ghar Bill?
#HarGharJal #JalJeevanMission #jalshaktiabhiyan #jalshakti

90

English |

Tum chaand ho jise sab yaad karte hain,
humaari kismat to taaron jaisi hai,
humein yaad karna to dooor,
log apni khushi ke liye humaare tootne tak ki fariyaad karte hain..

112

Hindi |

Is zamaane se bahut alag ho aap,
woh khush- kismat hain jinke paas ho aap,
humaare liye woh waqt hi haseen hai,
humein yaad kar jab dil se muskuraa lete ho aap.

61

Hindi

Kuch unki adaaon ne loota, kuch unki inaayat maar gayi..
Hum raaz-e- mohabbat keh bhi na paaye, chup rehne ki aadat maar gayi..
Dil ne kiya majboor kai baar milne ko, jee bhar ke unko dekha na gaya,
nigaahon ki sharaafat maar gayi..
Dono ko hi hai shikaayat, ilzaam lagaayein kis par,
kuch dil ne humein barbaad kiya, kuch humaari kismat maar gayi..

80

Urdu

Dil se tera khayaal na jaaye to kya karu,
tu hi bata tu yaad aaye to kya karu,
hasrat yeh hai ki ek nazar tujhe dekh loon..
magar kismat do lamhe na laaye to kya karu.

40

Hindi

Pyaar karo, Pyaar ki koi hadh nahi hoti,
do dilo ke beech sarhad nahi hoti,
dilruba ko to sabhi chaahte hain,
bewafa ko chaahne ki kismat sabki nahi hoti.

13

Hindi |

Aasmaan se tod kar taara diya hai,
aalam-e-tanhai mein ek sahara diya hai,
meri kismat bhi naaz karti hai mujh pe,
khuda ne dost hi itna pyaara diya hai..

51

Hindi

Santa mango juice ka glass le k baitha tha.
Banta aaya aur fataak se juice pi gya.
Santa : Meri to yar kismat hi kharaab hai.
Banta: Kyon, kya hua?
Beta fail ho gya.
Biwi dost k saath bhag gyi,
Ghar mein chori ho gye,
Nal mein pani nahi,
Ghar mein light nahi,
Ab juice me Zehar daal k peene ko rakha tha,
aur WO BHI TU PI gaya.

20

Hindi

Student to God : Hazaaron ki kismat tere haath thi,
agar paas kar dete to kya baat thi..
God replied: Ishq thoda kam ladaate to kya baat thi,
kitaabe to saari tere paas thi..

123

Hindi

Woh meri kismat meri takdeer ho Gaye,
Woh meri kismat meri takdeer ho Gaye..
Hamne unki yaad me khat itne likhe ki
Woh RADDI bechkar hi ameer ho Gaye..

30

Hindi |

Sheeshe mein Shakal,
Paper mein Nakal,
Function mein Thaali,
Mazaak mein Saali,
Pyaas mein Paani,
Raja ko Rani,
Pyaar mein Sanam, aur
Life mein Hum..
Badi Kismat se milte hain..

3017

Hindi |

JANAMDIN aaye banke ujala,
khul jaye aapki kismat ka tala,
chand tare bhi aap par roshni dalein,
rahein meharbaan aap par upar wala.
HAPPY B'DAY *GOD BLESS YOU*

3814

Hindi |

Raat nahi khwaab badalta hai,
manzil nahi kaarvaan badalta hai,
jazba arkho jeetne ka kyonki
kismat badle na badle par
waqt zaroor badalta hai..

131

Hindi |

Aye mere humnashin ab kahin aur chal
iss chaman mein humara guzara nahin
baat hoti gulon ki to seh lete hum
ab to kanton pe bhi hak hamara nahin

ji mein ata hai ki tera sazda karun
iss tarhan maine tujhko pukara nahin
thokarein yun khilane se kya fayda
saaf kehdo ki milna gavara nahin

ehle gulshan ko khoon ki zarurat padi
sabse pehle humari gardan kati
phir bhi kehte hain humko ye ehle chaman
ye chaman hai humara tumhara nahin

aaj aaye ho kal tum chale jaoge
ye mohabbat ko apni gavara nahin
umr bhar ka sahara bano to bano
char din ka sahara sahara nahin

zalimon apni kismat pe nazan na ho
daur badlega ye waqt ki baat hai
wo yakinan sunega sadayein meri
kya tumhara khuda hai humara nahin

- zalimon

21

Hindi |

Mere pukhta iraade meri taqdeer badlenge
meri kismat mohtaaj nahi haathon ki lakeeron ki..

00

Urdu |

Saath chalte kafile se is liye gafil raha,
manzilon ke baad bhi koi meri manzil raha.

woh masiha tha ya katil ya bewafa,
woh har ek surat mein pyaar ke kabil raha.

us se izhar-e- mohabbat kar na paye lab kabhi,
ek jara sa kaam tha umar bhar mushkil raha.

aap isko kya kahenge behisi ya badkismati,
doobne wale ke bilkul samne sahil raha.

ek mohabbat de na paya de gaya sau gham humein,
woh mera mehboob bhi kya dariya dil raha.

Details:
Gafil - negligent/careless

10

Urdu |

Samandar me fanha hona to kismat ki kahani hai Faraz
jo marte hain kinaaron per mujhe dukh un pe hota hai..

23

Urdu |

Main shikayat kyun karu
yeh to kismat ki baat hai.
teri soch mein bhi main nahi
mujhe lafz-lafz tu yaad hai..

163

Urdu |

Recommended for You »

  1. Ek Aadmi Kabr Par Baitha Tha Musaafir Ne Poocha Darr Nahi ..
  2. Taluq Ab Yahan Kam Hai Mulaqatein Hain Bahut Zyada Hajoom E Shehar Mein ..
  3. Every Second GOD Remembers You Every Minute GOD Blesses You Every Hour ..
  4. Special Tea For You I Mixed It With Love And Happiness But ..
  5. Saaton Aasmaan Ki Sair Hum Kar Aaye Har Ek Taare Se ..
  6. Hum Aap Ko Kabhi Khoney Nahin Denge Juda Hona Chaha To ..
  7. Should The Enemy Dare To Invade Our Country Annihilate Them To ..
  8. I Am A Dream Seller I Am Here To Listen To ..
  9. Ek Hi Nazar Mein Aap Humaare Mehmaan Ban Gaye Do Baatein ..
  10. Ik Munda Ik Kudi De Piche Kaafi Der Ton Jaa ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.