Ungliyan toot gayi pathar ko tarashte-tarashte..
Jab soorat-e-yaar bani to khareedar aa gaye..

56

Urdu |

mani_35_dard.jpg

Kis raah par jana hai ye kaun janta hai,
kis manzil ko pana hai ye kaun janta hai,
khushi ke do pal milte hain to ji bhar ke jee lo,
kab rooth jaye khud se zindagi ye kaun janta hai..

82

Hindi |

Unhe fursat nahi humse do baat karne ki,
woh to apna jahaan basaaye baithe hain,
hum karte hain bahut koshish unke basaaye jahaan mein jaane ki,
par woh dil pe apne Busy lagaaye baithe hain..

90

Hindi |

तेरी आंखो कि तरह गहरा था ज़ख्म
भरने में बहुत देर लगी ..

11

Hindi |

Koi chiraag jalaata hai deewane ke liye,
koi chiraag jalaata hai parwaane ke liye,
hum chiraag jalaate hain unke liye
jo humein bhulaaye baithe hain kisi begaane ke liye.

51

Hindi |

mani_36_dard.jpg

Alvida keh kar jab koi aankho se dooor hota hai,
aankhein dekhti rehti hain magar dil majboor hota hai,
koi kahe na kahe zubaan se..
magar dil mein dard zaroor hota hai.

72

Hindi |

Jab bhi unki gali se guzarte hun,
meri aankhein ek dastak de deti hain,
dukh yeh nahi, woh darwaza band kar dete hain,
khushi yeh hai, woh mujhe ab bhi pehchaan lete hain..

31

Hindi |

Aa bhi jaao ki zindagi kam hai,
tum nahin ho to har khushi kam hai !
Vaada karke yeh kaun aaaya nahin,
sheher mein aaj roshni kam hai !
Jaane kya ho gaya hai mausam ko,
dhoop zyaada aur chandni kam hai !
Aaina dekh kar khayaal aaya,
aaj kal unki dosti kam hai !
Tere dum se hi main mukammal hoon,
Bin tere meri zindagi kam hai..

20

Hindi |

mani_39_sad.jpg

Kash mere bas mein bhi hota tujh se ghafil ho jana,
hum bhi sukoon se rehte be-khabar teri tarah..

Details:
Gafil - negligent/careless

50

Urdu |

Kadam-kadam par bahaaron ne saath chhoda,
zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,
vaade kiye sitaaron ne saath dene ke,
lekin subha hone par sitaaron ne bhi saath chhoda.

11

Hindi |

Every heart has a pain.
Only the way of expression Is different.
Some hide it in eyes while some hide in their smile..

122

English |

dard-tree.jpg

हमें भी राहत मिल जाती
वो खुश हैं
बस इतना बता दे कोई ..

20

Hindi |

Recommended for You »

  1. Ek Dost Jise Duniya Mein Khuda Maante Hain Jiske Liye Khuda ..
  2. There Is An Original Nature In Things Things In Their Original ..
  3. Ek Punjabi Ladki Shadi Karne Se Pehle Pray Karti Hai Rabba ..
  4. If A Girl Seems As Shy As A Mouse You Still ..
  5. Meri Zindagi Mein Aksar Yeh Haadsa Hua Hai Koi Kho Ke ..
  6. Bhool Se Agar Bhool Ho Jaaye To Bhool Smajhkar Bhool Jaana Bhulaana ..
  7. As Day Turns Into Night Keep Your Worries Off The Sight No ..
  8. Happy Father’s Day Means More Than Flowers And Gifts It Means ..
  9. Two Things Always In Life To Be Rememberd Dont Take Any ..
  10. May The Spirit Of This Holiday Season Fill Your Heart With ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.