Yin-YangQi

ਪਉੜੀ ॥ ਜਿਉ ਜਿਉ ਤੇਰਾ ਹੁਕਮੁ ਤਿਵੈ ਤਿਉ ਹੋਵਣਾ ॥
ਜਹ ਜਹ ਰਖਹਿ ਆਪਿ ਤਹ ਜਾਇ ਖੜੋਵਣਾ ॥
{ਪੰਨਾ 523}



Punjabi |

Waqt ki raahon mein aap bhula de chaahe humein,
per hum aapko bhula nahi paayenge,
teri dosti ki kasam ae dost ,
tu aawaaz de sapne mein..hum haqeeqat mein chale aayenge.

52

Hindi

Waqt guzrega hum bikhar jaayenge,
kaun jaane ki hum kidhar jaayenge,
hum to ek parchaai hain,
yaad rakhna dost jahaan tanhaai mili
wahaa hum nazar aayenge..

80

Hindi |

Is zamaane se bahut alag ho aap,
woh khush- kismat hain jinke paas ho aap,
humaare liye woh waqt hi haseen hai,
humein yaad kar jab dil se muskuraa lete ho aap.

61

Hindi

Hum farz-e- dosti yun hi nibhaate rahenge,
waqt bewaqt yun hi sataate rahenge,
dua kariye ki umar bahut lambi ho hamaari,
nahin to yaad ban ke aapko rulate rahenge.

11

Urdu

Bete hue lamho ko jab bhi yaad kiya humne,
gardish-e- waqt ko ru-ba-ru har baar kiya humne,
ek zakhm ubharta hai is dil mein,
jab jaam ka honto se ehtraam kiya humne.
Dooor hokar bhi tum aa jaate ho nazar ke saamne,
in palko ko jab bhi sangsaar kiya humne,
ae dost hum bhi ho chuke is ishq mein ghaayal,
aur apni zindagi ko barbaad kiya humne..

20

Urdu |

Santa to Doctor:
Mainu ik problem hai,
gall karde hoe mainu aadmi dikhaai ni sujhdaa.
Doctor: Aisa kab-kab hota hai?
Santa : Phone karte waqt .....

20

Punjabi

Dil ki mehfil mein ujaala kijiye,
roz pyaar bhare message kiya kijiye,
zindagi khoobsurat ban jaayegi dear..
apno ke liye thoda waqt nikaala kijiye.

131

Hindi

Woh na aaye,
par unki yaad aa ke wafaa kar gayi..
Rahi tamanna har waqt milne ki,
mera aman-sukoon tabaah kar gayi..
Darr pe aahat suni bahut baar,
humne socha,
asar dua kar gayi..
Jab darwaazaa khola to koi na tha,
mazaak humaare saath hawaa kar gayi..

30

Urdu |

Guzraa waqt jab bhi dil ki daastaan sunaayega,
tumko bhi ik shaks yaad aayega,
gaur se dekhna zindagi ke panno ko
kahin na kahin to humaara naam bhi nazar aayega..

70

Hindi |

Simta unka waqt kuch is kadar,
ki hum tamaam umar ik pal ki aarzoo mein dikhe..
chaahat thi rishi ko bas ik jhalak ki,
par kaafir ghar se burka kar nikle..

11

Urdu

Ishq da jisnu khwaab aa jaanda hai,
samjho waqt kharaab aa jaanda hai,
mehboob aave ya na aave..
par taare ginan da hisaab aa jaanda hai.

20

Punjabi

Yamraaj ne ek ladke ki jaan le li to
Chitragupt ne poocha ki isko waqt se pehle kyon maara..
Yamraaj bole,
"Month end mein target jo poora karna hai.."

26

Hindi

Sapno se dil lagaane ki aadat na rahi,
har waqt muskuraane ki aadat na rahi,
yeh soch kar ki koi manaane nahi aayega..
humein rooth jaane ki aadat na rahi.

65

Hindi |

Kabhi hauslaa bhi aazmaa lena chaahiye,
bure waqt mein muskuraa lena chaahiye,
agar saatve din bhi khujli na mite to..
aathve din nahaa lena chaahiye.

40

Hindi

Waqt ke panne palatkar
fir woh haseen lamhe
jeene ko dil chaahta hai,
kabhi muskuraaya karte the sab dost milkar..
unhe saath dekhne ko aaj dil taras jaata hai.

50

Hindi |

Kabhi dost kehte ho kabhi dua dete ho,
kabhi bewaqt neend se jagaa dete ho,
par jab bhi sms karte ho..
ek lamha zindagi ka badhaa dete ho.

40

Hindi

Paagal ki 3 nishaaniyaan:
1. Bewaqt miss call karna.
2. Paagal sms muskura kar padhega.
3. Neeche mat padhna
Jo kaam manaa karo, paagal woh zaroor karega.

10

Hindi

Meri zindagi ke is mod pe ye kaisa waqt aaya hai,
zakhm is dil ka zubaan pe aaya hai,
nahi rote hum kaanto ki chubhan se,
aaj kisi ki yaad ne humko itna rulaaya hai.

120

Hindi |

Recommended for You »

  1. The Nails On Long Fingers Grow Faster Than Short Fingers; And ..
  2. Kiss Se Teri Nazar Ne Sunaaye Na Phir Kabhi Hum Ne Bhi ..
  3. We All Smile In The Same Language ..
  4. जंज़ीरों से जकड़े छूट भी जाओगे इन तमन्नाओं से कैसे ..
  5. Success Is Not About Absence Of Failure But It Is The ..
  6. बन्दे ने पुछा यह क्या है मौला खुदा बोले एक ..
  7. चिराग कमज़ोर ही सही हाँ मगर अंधेरों से लड़ने का ..
  8. Every Heart Has A Pain Only The Way Of Expression Is ..
  9. Do Not Speak Against The Sun Roman Proverb ..
  10. Keep Your Words Soft And Tender Because Tomorrow You May Have ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.