हवा का काम है जलते चिरागों को बुझाने का,
हमारा फर्ज है अंधियारे में दीपक जलाने का,
हमें महसूस करना हो तो आंखें बंद कर लेना,
पता कुछ भी नहीं होता फकीरों के ठिकाने का
- दीपक गुप्ता, फरिदाबाद (हरियाणा)

65

Hindi |

mani_46_shayari.jpg

Sabhi rishte toot jaate hain
Dil se dil ka taaluq apni jagha
Mujh ko tere na milne ka yakeen
Phir bhi tujh ko paa lene ki dua apni jagha..

42

Urdu |

Duniya ne teri yaad se begana kar diya
Tujh se bhi dil-faraib hain gham rozgaar ke..

00

Urdu |

Kaash kuch pal kar paate tum mere naam
kaash yeh chand aur sitare de pata tuhje mera paigam
kaash in huwaaon ke sahaare choo paati tujhe
ki tuhi to hai meri saari khushiyan aur jahaan..

31

Urdu |

Muddat se koi shaks rulaane nahi aaya
Jalti hui aankhon ko bujhaane nahi aaya
Kehta the hum saath jiyenge aur marenge
Ab Rooth gia hun to manaane nahi aya..

70

Urdu |

mani_47_shayari.jpg

Maang kabhi ulfat mein jaan bhi humse
hum teri kisi baat ko taalaa nahi karte
tasdeek jo karni hai to aa jao kisi shaam
hum tere bina ghar mein ujala nahi karte..

10

Urdu |

Kya bataun woh kitna badal gai,
jo roshni thi andhere mein dhal gai,
hum ek saath hi guzre the aag se,
main jal gaya woh bach ke nikal gai..

40

Hindi |

Jee bhar ke roye to karaar paya
iss daur mein kisne sacha pyaar paya
zindgi guzar rahi hai imtihano ke daur se
ek zakham bhara nahi ke dusra taiyaar paya..

30

Urdu |

Ek muddat se meri maa soi nahi Tabish
maine ek baar kaha tha mujhe darr lagta hai..

111

Urdu |

Zakham itne gehre hain izhaar kya karein
hum khud nishana ban gaye hain waar kya karein
mar gaye hum magar khuli rahi aankhein
ab is se zyada unka intezaar kya karein..

30

Urdu |

Ab meri deed ki dunya bhi tamaa-shaai hai
Tu ne kya mujh ko mohabbat main bana rakha hai..

00

Urdu |

shayari.jpg

Har taraf dhund hai, jugnu hai na charag koi,
Kaun pehchanega, basti mein agar jaaoonga..

24

Hindi |

Recommended for You »

  1. Dil Se Roye Magar Honthon Se Muskura Baithe Yun Hi Hum ..
  2. Main Bhi Hairan Huya Ae Dagh Ke Yeh Kya Baat ..
  3. Worship Is Simply Giving God His Breath Back ..
  4. सर्प दंश काम क्रोध लोभ और मोह ..
  5. A Good Life Is The Only Religion ..
  6. Take No Thought Of Who Is Right Or Wrong Or ..
  7. Aankhon Mein Armaan Diya Karte Hain Hum Logo Ki Neende Chura ..
  8. Tod De Tasbeeh Ko Is Khayal Se Faraz Kya Gin Gin Ke ..
  9. Tere Dil Mein Dosti Ki Buniyad Rakhenge Khud Ko Kaid Magar ..
  10. Woh Taaza Thanda Paani Woh Khushboodaar Saabun Bathroom Shampoo Ki Bottle Se ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.