Door jaane ka hosla na hua, door hokar bhi mujh se woh juda na hua
usey milke kisi se kya milte, uss jaisa koi dossra na hua..

21

Urdu |

mani_46_shayari.jpg

Uss ne dekha hi nahi meri rooh ko choo kar warna
yun zakhmo ka na wo apne charchaa karta..

10

Urdu |

वो छोड़ गई मुझे तनहा यादों में
जिसको हर दम माँगा फरियादों में
जो वादे सारे तोड़ गई
खंजर सा दिल में छोड़ गई
नफ़रत तुझसे भी ख़ूब हुई
और सच नफ़रत तुझसे यूँ करता हूँ
जिस राह में तेरा ज़िक्र हुआ
वो राह बदल मैं देता हूँ
फिर कान जो थोड़े खड़े हुए
सुन कर दुनिया की बातें
मैं कुछ - कुछ, कुछ - कुछ सहता हूँ
फिर दिल को संभाले कोने में
ख़ुद से ही यह कहता हूँ
कि जिस राह में तेरा ज़िक्र हुआ
वो राह बदल मैं देता हूँ ..

- Sandeep Kumar Bharti

21

Hindi |

Qatl hua mera yun kishto mein reh-reh kar
kabhi qaatil badal gaya
kabhi khanjar badal gaya..

- Tahir Khan
40

Urdu |

Yeh raaste bhi ajeeb hote hain
bas apne apne naseeb hote hain
rehte hain jo nighahon se door
woh hi dil ke bahut kareeb hote hain..

40

Urdu |

mani_47_shayari.jpg

Makaam-e-sood-o-ziyan aa gaya hay phir jaana
yeh zakham mere sahi teer tau utha le jaa..

10

Urdu |

Har roz kisi ka intezar rehta hai
har pal yeh dil bekarar rehta hai
kaise samjhayein duniya walon ko
ki chup rehne walon ko bhi pyaar hota hai..

50

Urdu |

Hazaaron mushkilein hain doston se door rehne mein
Magar ek faida hai peeth main khanjar nahi lagtaa..

10

Urdu |

Usne tora woh taalluq jo meri zaat se tha
usko ranj na jaane meri kis baat se tha
laa-taalluq raha logo ki tarah woh bhi
jo achchi tarha waaqif mere halaat se tha..

10

Urdu |

Hujoom-e-gham meri fitrat badal nahi sakta
main kya karoon, meri aadat hai muskuraane ki..

81

Urdu |

Door jaane ka hosla na hua, door hokar bhi mujh se woh juda na hua
usey milke kisi se kya milte, uss jaisa koi dossra na hua..

21

Urdu |

shayari.jpg

Teri mehfil se uthe the kisi ko khabar na thi
bas tera mud-mud ke dekhna humein badnaam kar gaya..

90

Hindi |

Recommended for You »

  1. Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasaana Hai Kaagaz Ki Haveli Hai ..
  2. Rango Ke Tyohar Mein Sabhi Rango Ki Ho Bharmar Dher Saari ..
  3. TT BABA Kaha Jaoge? Sadhu Jaha Ram Ka Janma ..
  4. What Is The Secret Of Success ? I Found The Answer In ..
  5. Kehne Ko Lafz Nahi Hai Koi Likhne Ko Message Nahi Hai ..
  6. Jab Bhi Unki Gali Se Guzarte Hun Meri Aankhein Ek Dastak ..
  7. Na Jaane Woh Humse Kya Chupaati Thi Kuch Tha Uske Honto ..
  8. If Children S Prayer Had Any Effect There Wouldn T Be A Single ..
  9. Ajj Din Chota Te Raat Vadi Lammi Ae Kehnde Ne Sanam ..
  10. Narad Muni Dharti Par BEER Pene Aya 12 Botal Pilane Ke ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.