Woh humein bhoolane ki baat karte hain,
zaraa poocho woh humein kab yaad karte hain,
jo karte the kabhi humse pyaar hone ka daava..
aaj akele rehne ki baat karte hain.

80

Hindi |

mani_35_dard.jpg

तेरी दुआओं का दस्तुर भी अजब है मेरे मौला
मोहब्बत उन्हीं को मिलती है जिन्हे निभानी नही आती..

62

Hindi |

Bahut kam hain zamaane mein log aise,
chaahat ki jinhe pehchaan hoti hai,
soch lena kisi pe mar mitne se pehle ki..
lutaane ke liye ek hi jaan hoti hai.

60

Hindi |

pyaar hai to aansuon ki bhi shaan hoti hai,
pyaar na ho to mehfil bhi shamshaan hoti hai,
saara khel to pyaar ka hai..
warna janaaza aur baaraat ek samaan hoti hai.

90

Hindi |

Bukkaan wich nahi paani rehnde,
jadon baddal meeh varsaaunde ne,
aksar bhul jaaunde ne oh,
jehre bahuta pyaar jataaunde ne.

146

Punjabi |

mani_36_dard.jpg

Najoomi ne to mujhe pareshani mein daal diya hai,
kehta hai tujhe maut nahi, kisi ki yaad maaregi..

50

Urdu |

Kareeb reh kar bhi woh humein jaan na paaye,
aaj tak woh humein pehchaan na paaye,
khud hi banaa li unse duriyaan humne..
taaki un par koi ilzaam na aaye.

121

Hindi |

Kaanch ko chaahat thi pathar pane ki,
pal mein fir toot ke bikhar jaane ki,
hat bas itni thi us diwaane ki,
apne hazaar tukdo mein uski hazaar tasveer sajaane ki..

80

Hindi |

mani_39_sad.jpg

Zamaane bhar ki baaton mein humein bhula na dena,
jab kabhi yaad aaye to zaraa muskura dena,
zinda rahe to milenge baar-baar dost ..
nahi to har christmas mere naam ki candle jalaa lena.

30

Hindi |

Husn waale khoob wafaaon ka sila dete hain,
har mode per ek nayaa zhakm dete hain,
ae dost is jahaan mein koi apna nahi,
jab aag lagti hai to patte bhi hawaa dete hain.

41

Hindi |

Kudrat ke karishmo mein agar raat na hoti,
khawaabo mein bhi unse mulaqat na hoti,
yeh dil har gham ki wajah hai..
yeh dil hi na hota to koi baat na hoti.

60

Hindi |

dard-tree.jpg

Likho to paigaam kuch aisa likho ki,
kalam rone pe majboor ho jaaye..
har lafz mein dard bhar do itna ki,
padhne waala pyaar karne ko majboor ho jaaye.

245

Urdu |

Recommended for You »

  1. Yeh Unki Khoobiyon Ka Asar Hai Jo Woh Itne Achche Lagte ..
  2. Phir Din Dhal Gaya Phir Raat Aa Gayi Phir Tanhaai Mein ..
  3. Dillo Mein Pyaar Ka Chiraag Ban Har Rooh Ka Itminaan Ban Aadmi ..
  4. I Have Many Problems In My Life But My Lips Doesn T Know They ..
  5. Santa Ki Ladaai Apne Baapu Se Ho Gayi To Usne Apne ..
  6. Better The Cottage Where One Is Merry Than The Palace Where ..
  7. Drink Karo To Aankhein Laal Mehndi Lagaao To Haath Laal Kiss Karo ..
  8. Apni Shikaayaton Se Usne Mujhe Pareshaan Na Kiya Aankhein Band Ki ..
  9. Dard Hota Hai Duniya Ko Dikhaane Ke Liye Har Koi Rota ..
  10. A Life Without Dreams Is A Garden Without Flowers ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.