162उन्हें तो फुरसत नहीं मिलने की हमसे
और हमारा वक़्त गुज़रता है उनकी फ़रि याद करके
अगर आए वो मेरी मौत पर तो कहना
अभी - अभी सोया है तुम्हे याद करके ..
Unhe to fursat nahi milne ki humse
aur humaara waqt guzarta hai unki fariyaad karke
agar aaye woh meri maut per to kehna
abhi-abhi soye hain tumhe yaad karke..
Hindi |

62तेरी दुआओं का दस्तुर भी अजब है मेरे मौला
मोहब्बत उन्हीं को मिलती है जिन्हे निभानी नही आती..
Hindi |
42Har dil mein dard chupa hota hai,
bayaan karne ka andaaz juda hota hai,
kuch ashqon mein dard ko baha dete hain..
aur kisi ki hansi mein bhi dard chupa hota hai.
Hindi |
31Jab bhi unki gali se guzarte hun,
meri aankhein ek dastak de deti hain,
dukh yeh nahi, woh darwaza band kar dete hain,
khushi yeh hai, woh mujhe ab bhi pehchaan lete hain..
Hindi |
1613Apne wajood pe itna to yakeen hai mujhe ki,
koi dooor to ho sakta hai mujhse par
bhool nahi sakta..
Hindi |

51Koi chiraag jalaata hai deewane ke liye,
koi chiraag jalaata hai parwaane ke liye,
hum chiraag jalaate hain unke liye
jo humein bhulaaye baithe hain kisi begaane ke liye.
Hindi |
60Suna hai woh jaate hue keh gaye,
ki ab to hum sirf tumhaare khawaabon mein aayenge,
koi keh de unse ki woh waadaa kar lein..
hum umar bhar ke liye so jaayenge.
Hindi |
245Likho to paigaam kuch aisa likho ki,
kalam rone pe majboor ho jaaye..
har lafz mein dard bhar do itna ki,
padhne waala pyaar karne ko majboor ho jaaye.
Urdu |

110ना होने देंगे उन्हें तनहा हम
उनकी तन्हाहियों को सजाया करेंगे
चले जाएंगे ज़माने से बहुत दूर
रह - रह कर उन्हें याद आया करेंगे
Hindi |
01Why does life keep teaching me lessons..
i have no desire to learn..
English |
63Waqt tera bhi guzar gaya
- Anas Qureshi
Waqt mera bhi guzar gaya
kisi ki eid guzar gayi
koi eid pe guzar gaya..
Hindi |

51Ye bhi ek tamasha hai bazaar-e-ulfat me
Ai dost ,
Dil kisi ka hota hai aur bas kisika chalta hai
Urdu |
♥ Recommended for You »
- Tohra Mukhra Chaanda Ke Samaan Tohra Rang Chanda Ke Samaan Tohre Baal Chanda Ke Samaan Aur ..
- Na Dhoond Khuda Ko Zameen O Aasman Ki Gardish Mein IQBAL Agar Woh ..
- Jalaa Woh Aag Mohabbat Ki Mere Seene Mein Khayyal Gaer Ka ..
- JANAMDIN Aaye Banke Ujala Khul Jaye Aapki Kismat Ka Tala Chand Tare ..
- There Is No Future In Any Job The Future Lies In ..
- Yaad Mein Teri Aanhe Bharta Hai Koi Har Saans Ke Saath ..
- Doctor I Am Sorry Operation K Waqt Rubber K Dastane Aapke ..
- Life Gives Answers In Three Ways It Says Yes & Gives ..
- Love Knows No Reasons Love Knows No Lies; Love Defies All ..
- If You Ask For Directions Rudely You Might End Up Many ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.