मेरे गीतों के आज भी वही मुखड़े हैं
यह बात और की तेरी धुन बदल गयी..

52

Hindi |

mani_35_dard.jpg

Mayoos hu sochkar, kuch logo ko apna na bana saka.
Imaarat to banadi maine par use ghar na bana saka.

40

Hindi |

Aap khafa ho gaye to koi khushi na rahegi,
aap ke bina chiraago mein roshni na rehegi,
kya kahein kya guzregi dil par,
zinda to rahenge par zindagi na rahegi.

33

Hindi |

Kaash kushiyon ki koi dukaan hoti,
humaari us-se pehchaan hoti,
bhar dete aapka daaman khushiyon se..
phir chaahe uski keemat humaari jaan hoti.

90

Hindi |

Jaane kitne hi dukh
dafna chuka hun iss dil mein,
ab to lagta hai jaise
khud ek kabristan hun main..

71

Hindi |

mani_36_dard.jpg

Aaj woh humse dooor ja rahe hain,
aur hum hain ki unko rok bhi nahi paa rahe hain,
unka jaana humein ek Dard de jaayega..
jo har pal humein unki yaad dilaayega.

66

Hindi |

Loving someone who doesn't love you back
is like hugging a cactus.
The tighter you hold
the more it hurts..

126

English |

Maine usko salaam likh bheja,
hal-e-dil tamaam likh bheja,
maine poocha tere honth kaise hain?
usne jaam likh bheja
maine poocha tere baal kaise hain?
usne kudrat ka inaam likh bheja
maine poocha kab hogi mulaqaat?
usne qayamat ki shaam likh bheja
maine poocha itna tadpaate kyon ho?
usne pyaar ka imtehaa likh bheja
maine poocha tumhe nafrat hai kis se?
zaalim ne mera naam likh bheja.

60

Hindi |

mani_39_sad.jpg

Tu nahi to zindagi mein kya reh jaayega,
dooor tak tanhaayion ka silsila reh jaayega,
har kadam par saath chalna yaar,
warna tera yeh dost tanha reh jaayega.

90

Hindi |

Apne wajood pe itna to yakeen hai mujhe ki,
koi dooor to ho sakta hai mujhse par
bhool nahi sakta..

1613

Hindi |

Hazaaron dard-mand milte hain,
kaam ke log chand milte hain,
jab musibat aati hai to
sabke darwaaze band milte hain..

40

Hindi |

dard-tree.jpg

Suna hai woh jaate hue keh gaye,
ki ab to hum sirf tumhaare khawaabon mein aayenge,
koi keh de unse ki woh waadaa kar lein..
hum umar bhar ke liye so jaayenge.

60

Hindi |

Recommended for You »

  1. तुम्हारा ख़्वाब जैसे ग़म को अपनाने से डरता है हमारी ..
  2. Aawaaz Aisi Ki Rooh Tak Jaaye Nigaah Aisi Ki Khud Shanasi ..
  3. Log Har Manzil Ko Mushkil Samajhte Hain Hum Har Mushkil Ko ..
  4. A Good Life Is The Only Religion ..
  5. I Once Drank भांग And Then Wrote A Book It Was ..
  6. अब तो मुरादें पूरी करना ही भगवान है कोई और ..
  7. When You Like Someone Deeply Misunderstandings May Arise But Don T Feel Bad ..
  8. Devdas Babuji Ne Kaha Haveli Chod Do Maa Ne Kaha Paro ..
  9. Hazaaron Mushkilein Hain Doston Se Door Rehne Mein Magar Ek Faida ..
  10. Bhale Mumkin Na Ho Tumhe Rok Pana Meri Fitrat Mein Nahi ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.