Hui muddat ki Ghalib mar gaya par yaad aata hai,
woh har ek baat pe kehna ke yoon hota to kya hota..

376

Hindi |

ghalib.jpg

Dard minnat kashe-dawa na hua
main na acha hua, bura na hua..

177

Hindi |

Udhar woh bad-ghumaanee hai, idhar yeh naatavaanee hai
na poocha jaaye hai us-se, na bola jaaye hai mujhse..

Details:
bad-ghumaanee - suspicion
naatavaanee - weakness

40

Urdu |

Ishrat-e qatra hai dariya mein fana ho jana
dard ka hudd se guzarna hai dawa ho jana..

161

Urdu |

Nikle jo duniya ki bheed mein,
toh 'Ghalib' yeh jaana hai..
Har woh shaks udaas hai,
jisko Monday office jana hai.

308

Hindi |

ghalib-minar.jpg

Bak raha hun junoon mein kya kya
kuchh kuchh na samjhe Khuda kare koi..

208

Hindi |

Hum kahaan ke daanaa the? kis hunar mein yaktaa the?
be_sabab huaa Ghalib dushman aasmaan apna..

Details:
daanaa - wise/learned
yaktaa - unique

83

Urdu |

Vo bad-khuu aur meri daastaan-e- ishq tuulaanii
ibaarat mukhtasar qaasid bhi ghabaraa jaaye hai mujh se..

Details:
ibaarat - composition, writing
bad-khuu - ill natured person
tuulaanii - long
qaasid - messenger

31

Urdu |

Ye kambakht hichkiyan thamti kyun nahin;
Ye kis ke zehan mein aaker atak gaye hain hum.

252

Urdu |

Jab ke tujh bin naheen koi maujood
phir yeh hungaamaa-e- khuda kya hai..

120

Urdu |

Ishq ne Ghalib nikamma kar diya
warna hum bhi aadmee the; kaam ke..

569

Hindi |

Jahan tera naqsh-e-qadam dekhte hain
Khyaaba khyaaba erum dekhte hain

Where impression of your presence, I see
Visions of heavens all around, I see


Tere sarv-qaamat say ik qadd-e-aadam
Qayamat ke fitne ko kam dekhte hain

Your beautiful tall stature makes even
The turmoil of the end of days look shorter, in my view


Tamasha ke aye mahv-e-aa-eena daari
Tujhe kis tamanna se hum dekhte hain

Amusing it is, that you are absorbed in your reflection
While, with such a longing, I see you


Bana kar faqeeron ka hum bhays Ghalib
Tamasha-e ahl-e-karam dekhte hain

In a begger's guise Ghalib
Spectacle of generocity, I see

35

Urdu |

Recommended for You »

  1. Main Shikayat Kyun Karu Yeh To Kismat Ki Baat Hai Teri Soch ..
  2. Santa Apne Baap Ki Death Par Bahut Roya Fir Uski Sister ..
  3. Chand Per Likh Du Naam Aapka Aisa Dil Chaahta Hai Lekin Ek To ..
  4. Sunana Sahil Pe Ja Ke Wafa Ke Fasaane Magar Kabhi Kirnon ..
  5. People Laugh Because I Am Different And I Laugh Because They ..
  6. NATURE OF GURUS GURU NANAK DEV JI => Humanity GURU ANGAD ..
  7. The Healthy Die First Italian Proverb ..
  8. तेरी बे इन्तेहाई कुछ तो कहर ढाएगी दुआ करता हूँ अमन ..
  9. It S A Bad Bargain Where Both Are Losers ..
  10. Uljhe Hue Haalaat Ka Shikwa Na Kia Kar Khairaat Mein Khushiyon ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.