141Aasmaan ke taare aksar poochte hain humse,
"Kya tumhe aaj bhi intezaar hai uske laut aane ka..?"
aur yeh dil muskura ke kehta hai,
"Mujhe to ab tak yakin nahi hua
uske chale jaane ka."
Hindi |
30Woh na aaye,
par unki yaad aa ke wafaa kar gayi..
Rahi tamanna har waqt milne ki,
mera aman-sukoon tabaah kar gayi..
Darr pe aahat suni bahut baar,
humne socha,
asar dua kar gayi..
Jab darwaazaa khola to koi na tha,
mazaak humaare saath hawaa kar gayi..
Urdu |
11Kadam-kadam par bahaaron ne saath chhoda,
zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,
vaade kiye sitaaron ne saath dene ke,
lekin subha hone par sitaaron ne bhi saath chhoda.
Hindi |
71Bahut ajeeb hain yeh bandishen muhabbat ki,
Naa to us ne qaid mein rakha, aur na hum farar hue.
Urdu |
194पैरों में छाले लिए
उस आग सी सड़क पर
नन्ही इक जान को सीने से लगा
माँ पैदल चलती रही
समंदर से उठते तूफ़ान
बसों में बैठ कर नहीं आते ..
Hindi |
72तुमने भी हमें बस एक दिए की तरह समझा था,
रात गहरी हुई तो जला दिया सुबह हुई तो बुझा दिया..
Hindi |
2214ਦੂਰ ਬੈਠਾ ਕੋਈ ਸਾਨੂੰ ਯਾਦ ਕਰਦਾ ਏ
ਦਿਲ ਸਾਡੇ ਨੂੰ ਬਸ ਇਹ ਤਸੱਲੀ ਕਾਫੀ ਏ
ਸੁੱਖ ਸਾਂਦ, ਉਹਦੀ ਖਬਰ ਸਾਨੂੰ ਆਉਂਦੀ ਰਹੇ
ਦੁੱਖਾਂ ਨੂੰ ਇਹ ਸਾਡੀ ਜਾਨ ਇਕੱਲੀ ਕਾਫੀ ਏ..
Punjabi |
51Ye bhi ek tamasha hai bazaar-e-ulfat me
Ai dost ,
Dil kisi ka hota hai aur bas kisika chalta hai
Urdu |
54Meri nazron ko aaj bhi talaash hai teri,
bina aapke khushi bhi udaas hai meri,
Khuda se maanga hai to sirf itna,
marne se pehle aapse mulaqaat ho meri..
Urdu |
50Jab bhi dil ko lagaya hai
- Braj Mohan
Har bar dhoka khaya hai
Jo bhi aata hai yahan apna ban jata hai
Khelta hai dil ke sath fir akela chhod jata hai
Paas reh jaati hai tanhai meri
Dil tadap ke reh jata hai
Log poochhte hain ki hua kya
Unhe dil ka dard sunaayein kaise
Kiya tha pyaar jise jaan se bhi zyaada
Use bevafa batayein kaise..
Hindi |
110ना होने देंगे उन्हें तनहा हम
उनकी तन्हाहियों को सजाया करेंगे
चले जाएंगे ज़माने से बहुत दूर
रह - रह कर उन्हें याद आया करेंगे
Hindi |
20Shaam-e-samandar, gham-e-vasl aur tanhaai,
dil ko teri yaad aa na jaaye..
Ret par reh na jaaye koi baaki nishaa,
chaand mein teri surat nazar aa na jaaye..
Giraft-e-bekhudi se hi kaayam hai maikadaa saare,
diljalo ki basti mein dilnasheen aa na jaaye..
Haayat ki ungaliyon par naachte hain hum,
guroor-e- naseeb zehen mein ab aa na jaaye..
Urdu |
♥ Recommended for You »
- D I S T A N C E Is Not An ..
- तेरे तीर निशाने पर लगे फिर आज इक शख्स हमें ..
- The Sooner You Realize The Goal Of Your Life The Better Your ..
- A Man Was Complaining To A Friend I Had It ..
- Ajeeb Ittefaaq Hai Meri Har Baat Pe Woh Muskura Dete Hain ..
- A Broken Egg Is Worth An Omelette Only ..
- Faiz Zinda Rahein Woh Hain To Sahi Kya Hua Gar Wafa ..
- Mere Pukhta Iraade Meri Taqdeer Badlenge Meri Kismat Mohtaaj Nahi Haathon ..
- Tera Blood Group Kya Hai Urgently Call Karke Bataa Mere Dost ..
- Santa Aaj Maine Paani Ko Ullu Bana Dia Banta Paani Ko ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.