858Kuch iss tarah maine
- Vikas Umrao
Zindagi ko aasan kar liya
Kisi se maafi maag li
Kisi ko maaf kar diya - Mirza Ghalib
Hindi |
71Hue hain paanv hee pehle nabard-e- ishq mein zakhmee
na bhaaga jaaye hai mujhse, na thehra jaaye hai mujhse..Details:
nabard-e-ishaq - struggle in love
Urdu |
161Ishrat-e qatra hai dariya mein fana ho jana
dard ka hudd se guzarna hai dawa ho jana..
Urdu |
858Kuch iss tarah maine
- Vikas Umrao
Zindagi ko aasan kar liya
Kisi se maafi maag li
Kisi ko maaf kar diya - Mirza Ghalib
Hindi |
120Jab ke tujh bin naheen koi maujood
phir yeh hungaamaa-e- khuda kya hai..
Urdu |
35Jahan tera naqsh-e-qadam dekhte hain
Khyaaba khyaaba erum dekhte hain
Where impression of your presence, I see
Visions of heavens all around, I see
Tere sarv-qaamat say ik qadd-e-aadam
Qayamat ke fitne ko kam dekhte hain
Your beautiful tall stature makes even
The turmoil of the end of days look shorter, in my view
Tamasha ke aye mahv-e-aa-eena daari
Tujhe kis tamanna se hum dekhte hain
Amusing it is, that you are absorbed in your reflection
While, with such a longing, I see you
Bana kar faqeeron ka hum bhays Ghalib
Tamasha-e ahl-e-karam dekhte hain
In a begger's guise Ghalib
Spectacle of generocity, I see
Urdu |
208Bak raha hun junoon mein kya kya
kuchh kuchh na samjhe Khuda kare koi..
Hindi |
177Dard minnat kashe-dawa na hua
main na acha hua, bura na hua..
Hindi |
163Jab ki tujh bin nahi koi maujuud,
phir ye hungaamaa, ae khudaa kya hai..
- Mirza Ghalib
Hindi |
40Udhar woh bad-ghumaanee hai, idhar yeh naatavaanee hai
na poocha jaaye hai us-se, na bola jaaye hai mujhse..Details:
bad-ghumaanee - suspicion
naatavaanee - weakness
Urdu |
707Kitni Ajeeb Hai Nekiyon Ki Justuju GHALIB,
Namaz Bhi Jaldi Main Parte Hain...
Phir Se Gunah Karne K Liye !
Urdu |
569Ishq ne Ghalib nikamma kar diya
warna hum bhi aadmee the; kaam ke..
Hindi |
♥ Recommended for You »
- Hum Mohabbat May Bhi Toheed Ke Kaayal Rahe Faraz Ek Hi ..
- Got So Busy In Saving Myself Forgot That The Country Is ..
- Vishwaas Rakhnaa Meri Dosti Per Hum Aakhir Tak Dosti Nibhaayenge Zaroorat Padi ..
- May With The Sips Of Morning Tea Your Day Fills Up ..
- Life Is Like A Camera Just Focus On What S Important Capture The ..
- Kaanch Ko Chaahat Thi Pathar Pane Ki Pal Mein Fir Toot ..
- D Se Dil D Se Dosti D Se Dushmani D Se Dard D Se ..
- In The Childhood Memories Of Every Good Cook There S A Large ..
- When The World Is Silent Even One Voice Becomes Powerful ..
- Khaas Logo Ko Nazar Andaaz Kiya Nahi Jata Jinhe Bhool Na Paaye ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.