37एक बार ही जी भर के सज़ा क्यूँ नहीं देते ?
मैं हर्फ़-ए-ग़लत हूँ तो मिटा क्यूँ नहीं देते ?
मोती हूँ तो दामन में पिरो लो मुझे अपने,
आँसू हूँ तो पलकों से गिरा क्यूँ नहीं देते ?
साया हूँ तो साथ ना रखने कि वज़ह क्या ,
पत्थर हूँ तो रास्ते से हटा क्यूँ नहीं देते ?
Hindi |
11Aksar bhool jaata hun tujhe
zamaane ki bheed mein
badzaatee aisi ki khud ko
insaan kahu bhi to kaise..
Persian |
130Bada armaan tha tere sang jeevan bitane ka,
shikwaa rahaa bas tere khamosh reh jaane ka,
deewangi isse badhkar kya hogi,
ki aaj bhi intezaar hai tere aane ka.
Hindi |
80Woh humein bhoolane ki baat karte hain,
zaraa poocho woh humein kab yaad karte hain,
jo karte the kabhi humse pyaar hone ka daava..
aaj akele rehne ki baat karte hain.
Hindi |
43Fursat kise hai roothne-manaane ki,
nigaahein badal gayi apne aur begaano ki,
aap na todna haath dosti ka,
warna tamanna na rahegi dost banaane ki..
Hindi |
30Na karta shikayat zamane se koi,
agar maan jata manane se koi,
kisi ko kyun yaad karta hai koi,
agar bhool jata hai bhulane se koi..
Hindi |
11Zakhm E Jigar Ko Humne Kya Khub Kurecha Hai
Ab Tak Tapak Raha Hai Tera Naam Lahu Ke Sath
Urdu |
40Yeh chaand bhi dekho kya ajeeb sitam dhaata hai,
bachpan mein yeh mama
aur jawaani mein sanam nazar aata hai,
kehne ko to hain chaand mein daag bahut,
aashiqo ko fir bhi sunder nazar aata hai,
chup jaata hai jab bhi yeh baadlo ki oat mein,
deedar-e-husn paane ko har ek machal jaata hai,
laakho taaro se bhari hai aasmaani chaadar phir bhi,
chaand to har dum tanha hi nazar aata hai.....
Urdu |
56Ungliyan toot gayi pathar ko tarashte-tarashte..
Jab soorat-e-yaar bani to khareedar aa gaye..
Urdu |
20Hain dost aapke itne,
kahaan sabko yaad kar paate hoge,
chalo humein dushman hi bana lo
humse dushmani hi nibha lo..
Hindi |
30Ghaav itne gehre hain bayaan kya karein,
hum khud nishana ban gaye waar kya karein,
jaan nikal gayi magar khuli rahi aankhen,
ab iss see zyada unka intezaar kya karein..
Hindi |
81Be-rokke aaunde hawa de bulle ne,
teri udeek wich palkaan de boohe vi khulle ne,
paer saambh-saambh ke rakhin kitte phij na jaan,
thaan-thaan te mere hanju dulle ne.
Punjabi |
♥ Recommended for You »
- Gul Us Shaakh Se Foot Te Bhi Rahe Usi Shaakh Se Toot Te ..
- Kabhi Sardi Jaaye Kabhi Garmi Aaye Kabhi Nanhi Nanhi Boondein Bhigayein Hain Saare ..
- Isi Khayal Se Aansoo Chupaa Liye Humne Udaas Reh Ke Kisi ..
- Good News For You Rent Free Accomodation Khana Peena Sona ..
- Har Rishta Mila Viraasat Mein Fir Dosti Kyon Alag Se Banaai ..
- Each Morning Gives Us A New Opportunity To See Flowers To ..
- Don T Make A Mountain Out Of A Molehill ..
- Early Ripe Early Rotten Italian Proverb ..
- We Eat Excrete Sleep And Get Up; This Is Our World All ..
- मिसाल दे रहे हैं वो मेरे नाम की और हम ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.