30Woh na aaye,
par unki yaad aa ke wafaa kar gayi..
Rahi tamanna har waqt milne ki,
mera aman-sukoon tabaah kar gayi..
Darr pe aahat suni bahut baar,
humne socha,
asar dua kar gayi..
Jab darwaazaa khola to koi na tha,
mazaak humaare saath hawaa kar gayi..
Urdu |
40Woh mil jaate hain kahaani ban kar,
dil mein bas jaate hain nishaani ban kar,
jinhe hum rakhte hain apni aankho mein..
kyon nikal jaate hain woh paani ban kar.
Hindi |
43Fursat kise hai roothne-manaane ki,
nigaahein badal gayi apne aur begaano ki,
aap na todna haath dosti ka,
warna tamanna na rahegi dost banaane ki..
Hindi |
10झूम-झूम कर मैं भी गाता
वफ़ा का हमारी अगर कोई सिला दे देता ..
Hindi |
66Aaj woh humse dooor ja rahe hain,
aur hum hain ki unko rok bhi nahi paa rahe hain,
unka jaana humein ek Dard de jaayega..
jo har pal humein unki yaad dilaayega.
Hindi |
50Waqt ke panne palatkar
fir woh haseen lamhe
jeene ko dil chaahta hai,
kabhi muskuraaya karte the sab dost milkar..
unhe saath dekhne ko aaj dil taras jaata hai.
Hindi |
20Shaam-e-samandar, gham-e-vasl aur tanhaai,
dil ko teri yaad aa na jaaye..
Ret par reh na jaaye koi baaki nishaa,
chaand mein teri surat nazar aa na jaaye..
Giraft-e-bekhudi se hi kaayam hai maikadaa saare,
diljalo ki basti mein dilnasheen aa na jaaye..
Haayat ki ungaliyon par naachte hain hum,
guroor-e- naseeb zehen mein ab aa na jaaye..
Urdu |
50Jazbaat-e- ishq naakaam na hone denge,
dil ki duniya mein kabhi shaam na hone denge,
uss pyaar ka har ilzaam apne sar par le lenge..
par hum apni jaan ko badnaam na hone denge.
Urdu |
80Kaanch ko chaahat thi pathar pane ki,
pal mein fir toot ke bikhar jaane ki,
hat bas itni thi us diwaane ki,
apne hazaar tukdo mein uski hazaar tasveer sajaane ki..
Hindi |
11Aksar bhool jaata hun tujhe
zamaane ki bheed mein
badzaatee aisi ki khud ko
insaan kahu bhi to kaise..
Persian |
80Dil ko aata hai jab khayaal unka,
tasveer se poochte hain phir haal unka,
woh kabhi humse poocha karte the ki judaai kya hai..
aaj samajh mein aaya sawaal unka.
Hindi |
70pyaar mein mila har gham udhaar hota hai,
pyaar woh hota hai jisme intezaar hota hai,
sadiyon tak intezaar karte hain woh..
jinhe apne pyaar par aitbaar hota hai.
Hindi |
♥ Recommended for You »
- Chaand Ki Manind Tasveer Hai Teri Jisko Din Raat Seene Se Liye ..
- एक बार संता अपनी पत्नी जीतो के साथ कॉफी पीने ..
- मेरी ज़रुरत बस तेरी साँसे ..
- A Cat And A Wanderer Met Halfway Down The Road So Who ..
- Hum Sa Aehl E Dil Tujhe Kahan Milega Jo Tere Sitam Bhi Sahe ..
- उंगलियां टूट गई पत्थर तराशते तराशते बनी जब सुरत _ऐ_ यार ..
- Kuch Unki Adaaon Ne Loota Kuch Unki Inaayat Maar Gayi Hum ..
- Teacher Dhritrashtra Ke 100 Putra The Aur Paandu Ke Sirf 5 ..
- Husn Waale Wafaa Nahi Karte Daulat Mand Log Dua Nahi Karte Hum ..
- Boy I Can Kiss U Without Touching U Gal U Can T Boy ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.