42Ek hi zakhm nahi sara badan zakhmi hai..
Dard hairan hai ke uthun to kahan se uthun..
Urdu |
32Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain
rasta roke khadi hai yahee uljhan kab se
koi poochhe to kahien kya ki kidhar jaate hain
narm alphaz, bhali baatein, muhajjab lehze [polite]
pehli baarish mein hi ye rang utar jaate hain
us dariche mein bhi ab koi nahi aur ham bhi [khidki]
sar jhukaye huye chup-chap guzar jaate hain..
Urdu |
31Jab bhi unki gali se guzarte hun,
meri aankhein ek dastak de deti hain,
dukh yeh nahi, woh darwaza band kar dete hain,
khushi yeh hai, woh mujhe ab bhi pehchaan lete hain..
Hindi |
20Pyaar kya hota hai hum nahi jaante
- Lavanya Yadav
zindagi ko hum apna nahi maante
ghum itne mile ki ab ehsaas nahi hota
koi humein Pyaar kare ab yakeen nahi hota..
Hindi |
60Har ilzaam ka haqdaar woh humein banaa jaate hain,
har khata ki sazaa woh humein bataa jaate hain,
hum har baar khaamosh reh jaate hain..
kyonki woh har baar dost hone ka haq jataa jaate hain.
Urdu |
72तुमने भी हमें बस एक दिए की तरह समझा था,
रात गहरी हुई तो जला दिया सुबह हुई तो बुझा दिया..
Hindi |
20Unki tasveer ko seene se lagaa lete hain,
is tarah judaai ka gham mita lete hain,
kisi tarah kabhi jikr ho jaaye unka to,
has kar bheegi palke chupaa lete hain.
Hindi |
42Phool sookh jaate hain ek waqt ke baad,
log badal jaate hain ek waqt ke baad,
apni dosti bhi tootegi ek waqt ke baad,
lekin woh waqt aayega meri maut ke baad.
Hindi |
50Na khuda dil banata na kisi se pyaar hota,
na kisi ki yaad aati na kisi ka intezaar hota..
Hindi |
40Woh mil jaate hain kahaani ban kar,
dil mein bas jaate hain nishaani ban kar,
jinhe hum rakhte hain apni aankho mein..
kyon nikal jaate hain woh paani ban kar.
Hindi |
244Likho to paigaam kuch aisa likho ki,
kalam rone pe majboor ho jaaye..
har lafz mein dard bhar do itna ki,
padhne waala pyaar karne ko majboor ho jaaye.
Urdu |
40मैं आज भी उन्ही रास्तों से गुज़रता हूँ
जिन पर कभी हम-तुम साथ-साथ चला करते थे..
Main aaj bhi unhi raaston se guzartaa hun
jin par kabhi hum-tum saath-saath chala karte the..
I still follow those pathways
which we use to cover together..
Hindi |
♥ Recommended for You »
- Laah De Kambal Laah De Loi Vekh Nazaaraa Mitraan Da Lohri Agge ..
- Dard Kaafi Hai Bekhudi Ke Liye Maut Zaroori Hai Zindagi Ke ..
- जैसे जन्म के साथ मृत्यु जुड़ी है ठीक वैसे ही ..
- Zindagi Phool Si Muskurati Rahe Har Khushi Aapke Daaman Mein Jagmagati ..
- तू अंधेरों के सफ़र में हमसफ़र ढूँढने चला है नादां हमने ..
- Do CHUHE Bike Pe Ghum Rahe The Tabhi Ek SHER Ne ..
- One Day God Asked Me For How Long Do You Need ..
- Hum Jee Rahe The Unka Naam Lekar Woh Guzarte The Hamara ..
- On This Speacial Teacher S Day I One Of Your Many Students Wish ..
- Some Day When The Pages Of My Life End You’ll Be ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.