Ameer Hue To Itnay Ki Sab Kuch Unhi Per Luta Baithey,
Ghareeb hue To Is Qadar ki waapis Unhi k Dar Per jaa Baithey.

20

Urdu |

mani_35_dard.jpg

पलकों के किनारे हमने कभी भिगोए ही नही,
वो सोचते है हम उनकी याद में कभी 'रोए' ही नही !

वो हमसे पूछते है सपनों मे किसे देखते हो ?
उन्हें क्या पता, हम एक उम्र से सोए ही नही !!

- Vikas Umrao
144

Hindi |

Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain

rasta roke khadi hai yahee uljhan kab se
koi poochhe to kahien kya ki kidhar jaate hain

narm alphaz, bhali baatein, muhajjab lehze [polite]
pehli baarish mein hi ye rang utar jaate hain

us dariche mein bhi ab koi nahi aur ham bhi [khidki]
sar jhukaye huye chup-chap guzar jaate hain..

32

Urdu |

Agar rakh sako to ek nishaani hun main,
aur kho do to sirf ek kahaani hun main,
rok paaye na jisko yeh saari duniya ,
woh ek boond aankhon ka paani hun main..

40

Hindi |

mani_36_dard.jpg

दर्द कहाँ मोहताज होता है शब्दों का...!!!
बस दो आंसूं काफी हैं बयाँ करने को...!!!

- Vikas Umrao
54

Hindi |

Aapki har baat saroor kar jaati hai,
kuch na kuch dil ko jaroor kar jaati hai,
yeh humein bhi nahi kya hota hai..
par yaad karne ke liye majboor kar jaati hai.

71

Hindi |

Bete hue lamho ko jab bhi yaad kiya humne,
gardish-e- waqt ko ru-ba-ru har baar kiya humne,
ek zakhm ubharta hai is dil mein,
jab jaam ka honto se ehtraam kiya humne.
Dooor hokar bhi tum aa jaate ho nazar ke saamne,
in palko ko jab bhi sangsaar kiya humne,
ae dost hum bhi ho chuke is ishq mein ghaayal,
aur apni zindagi ko barbaad kiya humne..

20

Urdu |

mani_39_sad.jpg

Woh mil jaate hain kahaani ban kar,
dil mein bas jaate hain nishaani ban kar,
jinhe hum rakhte hain apni aankho mein..
kyon nikal jaate hain woh paani ban kar.

40

Hindi |

Apne matlab ke alaawa kaun kisi ko poochta hai,
bina rooh ka insaan toh ghar wale bhi nahi rakhte.
Bahut hi mushqil se hota hai teri yaadoon ka kaarobaar,
munaafa to nahi lekin guzaara ho hi jaata hai..
Khudaa karey ki saari umar mujhey manzil na miley ,
badi mushqil se woh raazi hua hai saath chalne ko..

41

Hindi |

Hain dost aapke itne,
kahaan sabko yaad kar paate hoge,
chalo humein dushman hi bana lo
humse dushmani hi nibha lo..

20

Hindi |

dard-tree.jpg

Tum chaand ho jise sab yaad karte hain,
humaari kismat to taaron jaisi hai,
humein yaad karna to dooor,
log apni khushi ke liye humaare tootne tak ki fariyaad karte hain..

112

Hindi |

Recommended for You »

  1. Ek Makhi Ek Ganje Ke Sir Per Baith Gayi To Second ..
  2. Yaad Mein Teri Aanhe Bharta Hai Koi Har Saans Ke Saath ..
  3. Teacher Batao Parle G Biscuit Ke Pack Par Jo Green Dot ..
  4. Wisdom Is The Reward You Get For A Lifetime Of Listening When ..
  5. Friendship Is Not That You Can T Make Fun Of Me It S ..
  6. No Matter If The Sky Is Black Or Blue No Matter ..
  7. Husn Waale Wafaa Nahi Karte Daulat Mand Log Dua Nahi Karte Hum ..
  8. Ye Adaa E Beniyaazii Tujhe Bewafa Mubaarak Magar Aisi Bhi Be Rukhii Kya Ke ..
  9. A Donkey With A Load Of Holy Books Is Still A ..
  10. इससे ज़्यादा शर्मसार क्या होगा मोदी हिन्दुस्तान 8 साल की मासूम ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.