61Khaas logo ko nazar-andaaz kiya nahi jata,
jinhe bhool na paaye unhe yaad kiya nahi jata,
ye yaad gawah hai un lamho ki,
jin lamho ko dubara jiya nahi jata.
Hindi |
1613Apne wajood pe itna to yakeen hai mujhe ki,
koi dooor to ho sakta hai mujhse par
bhool nahi sakta..
Hindi |
74Unka khwaabon mein aana yeh unka kasoor tha,
unse dil lagaana yeh humaara kasoor tha,
woh aaye the zindagi mein do pal ke liye..
unko zindagi samajh lena yeh humaara kasoor tha.
Hindi |
10Woh Mayoosi ke Lamhon mein zara bhi Hosla deta
To Hum Kagaz ki Kashti pe Samnder mein Utar jaatey.!
Hindi |
81Bahn phad ke rok laende taenu,
je chaldaa saada zor hunda,
asin tere pichche kyon rulde,
je tere warga koi hor hunda.
Punjabi |
60Suna hai woh jaate hue keh gaye,
ki ab to hum sirf tumhaare khawaabon mein aayenge,
koi keh de unse ki woh waadaa kar lein..
hum umar bhar ke liye so jaayenge.
Hindi |
130Mene to bhula hi diya tha use
- Raja Kathayat
kambakht dil ne fir yad kar liya
socha to tha naam bhi nahi loonga uska
par jab khuda ne poocha kya chaahiye tujhe
to honto ne bhi bade pyaar se uska naam le liya..
Hindi |
33Koi Kisi Ka Humdard Nahi Is Duniya Mein,
Maqsad Poore Kiye Jaate Hain Dosti Ki Aadh Mein..
Hindi |
20Shaam-e-samandar, gham-e-vasl aur tanhaai,
dil ko teri yaad aa na jaaye..
Ret par reh na jaaye koi baaki nishaa,
chaand mein teri surat nazar aa na jaaye..
Giraft-e-bekhudi se hi kaayam hai maikadaa saare,
diljalo ki basti mein dilnasheen aa na jaaye..
Haayat ki ungaliyon par naachte hain hum,
guroor-e- naseeb zehen mein ab aa na jaaye..
Urdu |
31तुम्हारा ख़्वाब जैसे ग़म को अपनाने से डरता है ,
- Vikas Umrao
हमारी आखँ का आँसू ख़ुशी पाने से डरता है ,
अजब है लज्ज़ते गम भी, जो मेरा दिल अभी कल तक,
तेरे जाने से डरता था , वो अब तेरे आने से डरता है.......!
Urdu |
42Ek hi zakhm nahi sara badan zakhmi hai..
Dard hairan hai ke uthun to kahan se uthun..
Urdu |
120Meri zindagi ke is mod pe ye kaisa waqt aaya hai,
zakhm is dil ka zubaan pe aaya hai,
nahi rote hum kaanto ki chubhan se,
aaj kisi ki yaad ne humko itna rulaaya hai.
Hindi |
♥ Recommended for You »
- Not All The Time I Can Be With You Not All ..
- Don T Wash Your Dirty Linen In Public ..
- Santa Drinking Te Driving Dono Naal Naal Nahi Ho Sakde Banta Oh ..
- Digeye Hoye Da Humesha Hath Fariye Kadi Paer Ohna Te Dhariye ..
- Zindagi Guzre Haste Haste Pyaar Aur Khushi Mile Raste Raste Ho Mubaarak Aapko Naya ..
- हाईवे बना दिए एक्स्प्रेस वे बना दिए अगर रफ़्तार के सख़्त ..
- First We Never Knew Each Other But Chains Of Friendship Brought ..
- The Ups & Down In Life Are Also Very Important ..
- I Told Her That I Have No Jewellery Shop Still She ..
- Ting Tong Open The Door Kaun? Main SMS Hun Kya Chaahiye? Ek Baat Kehni Hai Bolo Good ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.