20हमें भी राहत मिल जाती
वो खुश हैं
बस इतना बता दे कोई ..
Hindi |
80Dil ko aata hai jab khayaal unka,
tasveer se poochte hain phir haal unka,
woh kabhi humse poocha karte the ki judaai kya hai..
aaj samajh mein aaya sawaal unka.
Hindi |
40Agar rakh sako to ek nishaani hun main,
aur kho do to sirf ek kahaani hun main,
rok paaye na jisko yeh saari duniya ,
woh ek boond aankhon ka paani hun main..
Hindi |
71कितनी झूठी होती हैं, मुहब्बत की कसमें देखो
तुम भी जिंदा हो और मैं भी ..
Hindi |
20Shaam-e-samandar, gham-e-vasl aur tanhaai,
dil ko teri yaad aa na jaaye..
Ret par reh na jaaye koi baaki nishaa,
chaand mein teri surat nazar aa na jaaye..
Giraft-e-bekhudi se hi kaayam hai maikadaa saare,
diljalo ki basti mein dilnasheen aa na jaaye..
Haayat ki ungaliyon par naachte hain hum,
guroor-e- naseeb zehen mein ab aa na jaaye..
Urdu |
61Na thi jisko mere pyaar ki kadar,
ittefaq se usi ko chaah rahaa tha main,
usi diye ne jalaaya mere haath ko..
jisko hawa se bachaa raha tha main.
Hindi |
91Koi aankhon se baat kar leta hai,
koi aankhon mein mulaaqat kar leta hai,
bada mushkil hota hai jawaab dena,
jab koi khaamosh reh kar sawaal kar leta hai.
Hindi |
54Meri nazron ko aaj bhi talaash hai teri,
bina aapke khushi bhi udaas hai meri,
Khuda se maanga hai to sirf itna,
marne se pehle aapse mulaqaat ho meri..
Urdu |
01Ye raat chaand kiski karni per roya,
aansu jhalke subha oos chai,
lagta hai dil kisi ka dil se juda ho gaya,
phir mohabbat mein kisi ne chot khaai.
Hindi |
21Sunte hai ki mill jaati hai har cheez duwa se,
ek roz tumhe mang ke dekhenge khuda se !
Tum samne baithe ho to hai kaif ki barish,
woh din bhi the jab aag barsti thi ghata se !
Aai dil tu unhe dekh kar kuchh aise tadppna,
aa jaye hashi unko jo baithe hai khapha se.
Duniya bhi mili hai gamme Duniya bhi mila hai,
woh kiyon nahi milla jise manga tha khuda se,
Jab kuchh na mila hath duwao ko utha kar,
fir hath uthane hi pade humko duwa se .....!
Urdu |
130Bada armaan tha tere sang jeevan bitane ka,
shikwaa rahaa bas tere khamosh reh jaane ka,
deewangi isse badhkar kya hogi,
ki aaj bhi intezaar hai tere aane ka.
Hindi |
61Ek kahani hazaaro saal purani,
husn aur mohabbat gehre dost the,
ek din dono saath mein baithe the,
k chaand nikal aaya,
itne mein mohabbat ne chaand ki taarif karni shuru kar di,
yeh baat husn ko achchi na lagi
aur usne mohabbat ki aankhe noch li,
tabhi se mohabbat andhi aur husn zaalim ho gaya.
Urdu |
♥ Recommended for You »
- Bujh Chuke Chiraag Dairo Haram Ke Dil Jalaao Ki Roshni Kam ..
- Hui Mohabbat To Aaj Jahaa N Saaraa Haseen Hai Aksar Palke Jhukaaye ..
- My Religion Is Very Simple My Religion Is Kindness Dalai Lama ..
- Aapke Life Mein Mithaas Ho Cadbury Jaise Rounak Ho Asian Paints ..
- Smile In Pleasure Smile In Pain Smile When Trouble Spours Like ..
- Bhajan Kab Kariho Janam Siraan Garbhvaas Mein Bhagti Kaboole Baahar Aaye ..
- एक घर में 2 गधे थे एक का नाम था ..
- Good Laws Have Sprung From Bad Customs ..
- Aap Ab Bhi Jawaa Lagti Hain Wahi Tabassum Wahi Jamaal Lagti ..
- Holi Aayi Tum Udaao Gulaal Bhula Do Saare Ranj O Malaal Prem Ke Sang ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.